Raksha Bandhan is a joyous festival that commemorates the special bond of love between a brother and a sister. This heartfelt celebration takes place in the month of August, and in 2022, it will be observed on August 11th. It is the perfect occasion to express your love and affection for your brother or sister through Happy Raksha Bandhan messages and quotes.
These thoughtful messages and quotes serve as a means to convey the deep emotions and appreciation we hold for our siblings. They provide an opportunity to express gratitude for their presence in our lives and to acknowledge the love and support they have bestowed upon us.
In addition to heartfelt messages, funny Rakhi message images can add a touch of humor and lightheartedness to the celebration. These images allow brothers and sisters to express their love and fondness in a playful and amusing way, making the occasion even more enjoyable.
Raksha Bandhan is a time to cherish the beautiful bond between siblings. It is a day to express gratitude, love, and affection towards our brothers and sisters. By sharing Happy Raksha Bandhan messages, quotes, and funny images, we can create lasting memories and strengthen the bond that unites us.
So, on this auspicious occasion of Raksha Bandhan, let us seize the opportunity to express our love and appreciation for our siblings. Through heartfelt messages and funny images, we can convey our emotions and make this celebration a memorable one, filled with love, laughter, and joy.
Happy Raksha Bandhan Quotes, Wishes For Brother In Hindi
“Jiska aapke jaisa bhai ho, uski zindagi mein khushiyon ka sada rahega vaas. Khub khushiyan aur tarakki se saja ho aapka Jeevan kyunki aap ho bahut ki khaas. Happy Raksha Bandhan.”
“Rakhi ke is paavan din par bas yehi kamna karti hu bhagwan se ki sada aapki Raksha kare aur sada aap par khushiyan barsaye. Raksha Bandhan ki badhai.”
“Mubarak ho aapko Raksha Bandhan ka tyohar. Le aaye dher saari khushiyan aur bhar de aapke Jeevan mein kamiyabhi ke rang hazar. Happy Rakhi Bhaiya!!”
Raksha Bandhan Messages For Brother In Hindi
1. Saath hi bade hue aur saath hi pale, saath hi khele kude, bachpan bhara tha rango se aur pyaar se, bhai aur behen ke pyaara rishta har din badhta raha dil ke taar se…. Happy Raksha Bandhan to my pyaara bhai!!!
2. Rakhi ka tyohar aaya hai…. Har saal jaise bahut Khushiyan aur bahar laaya hai….. Bhagwan ne diya hai mujhe ek pyaara sa bhai jo hai meri zindagi ka sabse anokha risha hai….. Raksha Bandhan ki dhero badhaiyan!!!
3. Mithai ki Khushboo, pyaar ki dori…. Tilak aur chawal, sab hai taiyar kyunki aa gaya hai bhai aur behen ka tyohar….. Beshumar pyaar aur bhai ka saath, aur kuch nahi chahiye kyunki Jeevan hai khushaal…. Happy Rakhi to you!!!
4. Aaj ka din hai bahut hi khaas kyunki aaj ka din hai behen aur uske bhai ke naam…. Dil yehi dua mangta hai ki mera bhai hamesha hasta, muskurata rahe….. Wishing you Happy Raksha Bandhan dear brother.
Funny Raksha Bandhan Messages for Brother in Hindi
5. Jab bhai nahi tha toh Jeevan mein rang nahi the kyunki sirf sukun aur aaram tha…. Bhai aaya toh ladai aur jhagda, roothna aur manana saath le kar ke aaya….. Aise pyare aur natkhat bhai ko Happy Raksha Bandhan.
6. Wo din aa gaya hai jab ek behen pure hak ke saath apne bhai se koi bhi taufa maang sakti hai…. Aaj hai Rakhi aur aaj ke din jo bhai apni behen ko uska man chaha taufa deta hai woh bahut kamiyab hota hai….. Happy Rakhi bhai.
7. Behen ka pyaar itna mazbut hai ki koi mushkil uske saamne nahi theher sakti…. Khushnaseeb hai wo bhai jiski behen hai, jo uski kalai par apna pyaar bandhkar uski lambi umar ke liye kamna karti hai….. Happy Raksha Bandhan to my brother.
8. Behen hi hai jo bhai ke liye vrat rakhti hai, uski lambi umar ke liye prarthna karti hai, uski kalai par raksha ka dhaga banti hai aur bhai sirf ek taufa de kar apna farz pura kar leta hai…. Par wohi sacha bhai hai jo taufa acha sad eta hai….. Happy Raksha Bandhan.
Raksha Bandhan Messages for Long Distance Brother
9. Bhaiya bhale hi tum saat samundar paar ho, par mera pyaar hamesha tumhare saath hai…. Raksha Bandhan ke paavan din par bhej rahin hun dher saara pyaar aur dular aur kamna karti hu ki tum jiyo hazaro saal….. Happy Rakhi to you.
10. Maana ki hazaron kilometer ki duri hai humare darmiyan par jahan dil mil jaye wahan in duriyon ke kya mayine….. Har saal hi tarah yehi dua hai meri ki mere bhai ke chehre se kabhi ruthe na hansi…. Happy Raksha Bandhan bhai!!!
11. Kaash tu yahan hota aur mein khud teri kalai pe apna pyaar bandhti…. Kaash tere chehri ki Khushi mein balayein leti aur apne haath se bani mithai tujhe khilati…. Par koi nahi ki tu dur hai is saal kyunki jahan bhi rahe tu, mera pyaar hamesha hai tere saath…Happy Rakhi.
12. Rakhi aur bhi khushnuma hoti agar tu mere paas hota….. Ye din aur bhi khaas hota agar rakhi tujhe bhejni nahi padti par saamne bitha kar bandhni padti…. Jahan se pyaare mere bhai ko Raksha Bandhan Mubarak ho!!!
More Happy Raksha Bandhan sayings, Messages, wishes, and quotes….
Thank You Message to Sister on Raksha Bandhan
Raksha Bandhan Wishes for Elder Sister
Rakhi Wishes for Kid Brother and Sister
Raksha Bandhan Lines for Sister
Latest Funny Rakhi Jokes
Raksha Bandhan Messages for Indian Soldiers
Happy Raksha Bandhan Wishes for Friends
Happy Rakhi Wishes to Niece
Rakhi Messages for Bhaiya and Bhabhi
Raksha Bandhan Wishes for Sister
Happy Raksha Bandhan Messages for Little/Small Brother
Advance Happy Raksha Bandhan Wishes
Raksha Bandhan Quotes for Missing Sister
Short Slogan on Raksha Bandhan
Raksha Bandhan Corporate Wishes
Happy Raksha Bandhan Messages for Sister in Hindi
Conclusion
Raksha Bandhan is a special Hindu festival that celebrates the bond between brothers and sisters. It is a time when sisters tie Rakhi on their brothers’ wrists, seeking their protection and love. On this occasion, we can make the celebration more meaningful by sharing Happy Raksha Bandhan blessings, wishes, greetings, and Rakhi messages.
It is an opportunity to express love and gratitude towards our siblings and strengthen the bond we share. Let us embrace the spirit of Raksha Bandhan and celebrate the unique and beautiful relationship of brotherhood and sisterhood with heartfelt messages that convey our affection and appreciation.