Virginity Test Meaning in Hindi
वर्जिनिटी टेस्ट एक ऐसी चिकित्सीय जांच है जिसमें यह पता लगाया जाता है कि व्यक्ति ने जीवन में कभी संभोग किया है या नही। महिलाओं के वर्जिनिटी टेस्ट में हाइमन को मुख्य तरजीह दी जाती है। हाइमन की स्थिति देखकर यह अंदाजा लगाया जाता है कि महिला वर्जिन है या नही। यद्द्पि जांच का यह तरीका सटीक नतीजे नही देता और वर्जिनिटी के बारे में गलत जानकारी दे सकता है इसलिए इस प्रकार की किसी भी जांच का भारी विरोध किया जाता है इसके अलावा वर्जिनिटी टेस्ट को निजी स्वंत्रता का उल्लंघन मानते हुए मानवाधिकारों के लिए काम करने वाली संस्थाएं इसका कड़ा विरोध करती हैं।
Virginity Test Meaning in Romanized Hindi
Virjinitī tesṭ ek aisī cikit sīy jānch hai jismen yah patā lagāyā jātā hai ki vyakti ne jīvan men kabhī sambhog kiyā hai yā nahī. Mahilāoṁ ke virjinitī tesṭ men hāiman ko mukhy tarjīh dī jātī hai. Hāiman kī sthiti dekhkar yah anḍājā lagāyā jātā hai ki mahilā virjin hai yā nahī. Yaddpi jānch kā yah tarīkā satīk natīje nahī detā aur virjinitī ke bāre men galat jānkarī de saktā hai isliye is prakār kī kisī bhī jānch kā bhārī virodh kiyā jātā hai. Iske alāvā virjinitī tesṭ ko nijī svatantratā kā ullanghan mānate hue mānavādhikāroṁ ke lie kām karne vālī sansthāen iskā kaṛā virodh kartī hai.