Vailpuna Meaning in Hindi
वैलपुणा उन सभी नकारात्मक क्रियाओं का संयुक्त रूप है जो किसी ऐसे व्यक्ति द्वारा की जाती है जिसे कोई काम-धंधा न हो। वैल (या वेल) पंजाबी का शब्द है इसका मतलब होता है निठ्ठला रहने वाला। “पुणा” शब्द का प्रयोग उस निठ्ठले व्यक्ति द्वारा की जाने वाली क्रियाओं के लिए किया जाता है। इस प्रकार “वैलपुणा” शब्द का सयुंक्त अर्थ निकलता है “वो सभी नकारात्मक क्रियाएँ जो एक निठ्ठले व्यक्ति द्वारा की जाती है जैसे कि गलत कार्य करना, घुमक्कड़ों की तरह फिरना व नशा करना इत्यादि। अर्थात कुल मिलाकर ऐसा कोई भी कार्य जो केवल और केवल समय नष्ट करे और जिसका कोई सकारात्मक लाभ न हो को वैलपुणा कहा जाता है। पंजाबी गानों में बहुत अधिक प्रयोग होने के कारण इस शब्द को हिंदी भाषी क्षेत्रों में भी जाना जाने लगा है। वैलपुणा का इंग्लिश में मतलब इंसेन्सिबिलिटी (Insensibility) होता है।
उदाहरण : वैलपुणा छड दे
(अर्थात : निठ्ठलापन छोड़ दे)
Vailpuna Meaning in Romanized Hindi
Vailapuṇā un sabhī nakārātmak kriyāon kā saṅyukt rūp hai jo kisī aise vyakti dvārā kī jātī hai jise koī kām-dhandhā na ho. Vail (yā vel) panjābī kā shabd hai, iskā matalab hotā hai niṭhṭhlā rahne vālā. “Puṇā” shabd kā prayog us niṭhṭhle vyakti dvārā kī jāne vālī kriyāon ke lie kiyā jātā hai. Is prakār “vailapuṇā” shabd kā sayuṅkt arth nikaltā hai “vo sabhī nakārātmak kriyāen jo ek niṭhṭhle vyakti dvārā kī jātī hai jaise ki galat kārya karnā, ghumakkaḍoṁ kī tarah phirnā vā nashā karnā ityādi. Arthāt kul milākar aisā koī bhī kārya jo keval aur keval samay nasht kare aur jiskā koī sākārātmak lābh na ho ko vailapuṇā kahā jātā hai. Panjābī gānoṁ mein bahut adhik prayog hone ke kāraṇ is shabd ko hindī bhāśī kṣetron mein bhī jānā-jāne lagā hai. Vailapuṇā kā English mein matalab insensibility hotā hai.
Udāharaṇ: Vailapuṇā chhad de
(Arthāt: niṭhṭhlāpan chhod de)