Ulti ganga bahana Meaning in Hindi
कोई ऐसा काम करना जो लगभग असंभव हो अर्थात जिस काम कर पाने में कोई भी सक्षम न हो को करने के प्रयास को उल्टी गंगा बहाना कहा जाता है। उल्टी गंगा बहाना मुहावरे का मतलब होता है असंभव काम करना। उल्टी गंगा का शाब्दिक अर्थ होता है नदी का रूख उल्टी दिशा में मोड़ना। नदी जिस दिशा में प्रवाह कर रही है उसे रोक कर उल्ट ओर प्रवाहित करने की क्रिया मानवीय दृष्टि से एक असंभव कार्य है इसलिए जब किसी असंभव काम की तुलना करने की बात आती है तो उल्टी गंगा बहाना मुहावरे को पर्याय के तौर पर प्रयोग किया जाता है। उल्टी गंगा बहाना मुहावरे का वाक्य में प्रयोग निम्न है।
उदाहरण:
1). तुमसे दुकान का काम करवाना तो मेरे लिए उल्टी गंगा बहाने जैसा हो गया है।
2). इस कार्य को तुम भी नही कर पाओगे उल्टी गंगा बहाना किसी के बस की बात नही है।
3). तुम्हारे लिए पढ़ाई में अव्वल आना उल्टी गंगा बहाने जैसा है।
Ulti ganga bahana Meaning in Romanized Hindi
Koi aisa kaam karna jo lagbhag asambhav ho, arthat jis kaam kar paane mein koi bhi saksam na ho ko karne ke prayas ko ulta ganga bahana kaha jata hai. Ulta ganga bahana muhavare ka matlab hota hai asambhav kaam karna. Ulta ganga ka shabdik arth hota hai nadi ka rukh ulti disha mein modna. Nadi jis disha mein pravah kar rahi hai, use rok kar ulte or pravahit karne ki kriya manaviya drishti se ek asambhav karya hai, isliye jab kisi asambhav kaam ki tulna karne ki baat aati hai toh ulta ganga bahana muhavare ko paryay ke taur par prayog kiya jata hai. Ulta ganga bahana muhavare ka vakya mein prayog nimn hai.
Udaharan:
1). Tumse dukaan ka kaam karvana toh mere liye ulta ganga bahane jaisa ho gaya hai.
2). Is kary ko tum bhi nahi kar paoge, ulta ganga bahana kisi ke bas ki baat nahi hai.
3). Tumhare liye padhai mein avval aana ulta ganga bahane jaisa hai.