Odd Even Meaning in Hindi
ओड इवन का हिंदी में अर्थ होता है सम-विषम। वे संख्याएं जो 2 से भाग होती है सम या (इवन) संख्याएं कहलाती हैं जैसे : 2, 4, 6, 8 ,10 इत्यादि। वहीं वे संख्याएं जो 2 से भाग नही होती विषम या (ओड) संख्याएं कहलाती हैं जैसे : 1, 3, 5, 7, 9, 11 इत्यादि।
दिल्ली में लागू ओड-इवन स्कीम के अंतर्गत जिन गाडियों के नंबर की अंतिम संख्या “ओड” है वे केवल ओड तारीखों पर ही अपनी गाड़ी सड़कों पर चला सकते हैं। ठीक ऐसे ही जिन गाड़ियों के नंबर की अंतिम संख्या “इवन” है वे केवल इवन तारीखों पर ही अपनी गाड़ी को चला सकते हैं। नियम की अवहेलना करने पर भारी जुर्माना लगाने का प्रावधान रखा गया है। इस स्कीम के प्रभाव से दिल्ली की सड़कों पर लगभग आधी ट्रैफिक कम हो जाती है जिसके चलते वायु प्रदूषण का स्तर घटता है व ट्रैफिक जाम की समस्या से भी निजात मिलती है।
Odd Even Meaning in Romanized Hindi
Od evan ka Hindi mein arth hota hai sam-visham. Ve sankhyayen jo 2 se bhag hoti hai sam ya (evan) sankhyayen kahlatain hain jaise: 2, 4, 6, 8, 10 ityadi. Vahi sankhyayen jo 2 se bhag nahi hoti visham ya (od) sankhyayen kahlatain hain jaise: 1, 3, 5, 7, 9, 11 ityadi.
Dilli mein lagu od-evan scheme ke antargat jin gadiyon ke number ki antim sankhya “od” hai, ve keval od tareekhon par hi apni gadi sadakon par chala sakte hain. Thik aise hi jin gadiyon ke number ki antim sankhya “evan” hai, ve keval evan tareekhon par hi apni gadi ko chala sakte hain. Niyam ki avahelana karne par bhari jurmana lagane ka pravdhan rakha gaya hai. Is scheme ke prabhav se Dilli ki sadakon par lagbhag aadhi traffic kam ho jati hai jiske chalte vayu pradushan ka star ghatata hai aur traffic jam ki samasya se bhi nijat milti hai.