Candid Meaning in Hindi
मौजूदा समय में कैंडिड शब्द एक ऐसी फोटो के लिए प्रयोग किया जाता है जो फोटो उस समय खींची जाती है जब व्यक्ति इस बात का ध्यान न दे रहा हो कि उसकी फोटो खींची जा रही है अर्थात कैंडिड फोटो में व्यक्ति कैमरे की तरफ नही देख रहा होता बल्कि ऐसा प्रतीत होता है कि वह अपनी ही दुनिया में गुम है या किसी ओर काम में लगा हुआ है जिस कारण उसे अपनी फोटो खींचे जाने का एहसास नही हुआ।
सोशल मीडिया (इंटरनेट) पर कैंडिड शब्द बहुत अधिक प्रचलित हो चुका है क्योंकि कैंडिड फोटोग्राफी बहुत बार बड़े स्तर को प्रसिद्धि का कारण बन जाती है। जिस कारण बहुत से लोग कैंडिड फोटोग्राफी की तरफ आकर्षित हुए हैं। इसके अतिरिक्त कैंडिड फोटोग्राफी का प्रयोग कर लोग अपनी फोटो में कुछ नयापन लाने की कोशिश भी करते हैं।
Candid Meaning in Romanized Hindi
Maujooda samay mein “candid” shabd ek aisi photo ke liye prayog kiya jata hai jo photo us samay khinchi jati hai jab vyakti is baat ka dhyaan na de raha ho ki uski photo khinchi ja rahi hai, arthat “candid” photo mein vyakti camera ki taraf nahi dekh raha hota balki aisa pratit hota hai ki vah apni hi duniya mein gum hai ya kisi aur kaam mein laga hua hai jis karan use apni photo khinche jaane ka ahsaas nahi hua.
Social media (Internet) par “candid” shabd bahut adhik prachalit ho chuka hai kyunki “candid” photography bahut baar bade star ko prasiddhi ka kaaran ban jaati hai, jis karan bahut se log “candid” photography ki taraf akarshit hue hain. Iske atirikt “candid” photography ka prayog kar log apni photo mein kuch nayapan lane ki koshish bhi karte hain.