Arihant Meaning in Hindi
अरिहंत शब्द हिन्दू धर्म का अनुसरण करने वाले लोगों द्वारा रखा जाने वाले पुरुष नाम के तौर पर प्रसिद्ध है। अरिहंत उसे कहा जाता है जो शत्रु का विनाश करने की क्षमता रखता हो। वह जिसके सामने उसके दुश्मन नतमस्तक हो जाएं अरिहंत नाम से जाना जाता है। इसी अर्थ के अनुरूप भारतीय नौसेना द्वारा “आई. एन. एस. अरिहंत” नाम की पनडुब्बी का निर्माण किया गया था यह निर्माण भी एक कारण है कि अरिहंत शब्द आम लोगों में जाना जाने लगा है।
इसके अतिरिक्त जैन धर्म के 24 तीर्थंकरो को अरिहंत नाम से भी जाना जाता हैं जिससे इस शब्द की प्राचीनता का पता चलता है। इस नाम की विशेषता है कि यह जितना प्राचीन है उतना ही आधुनिक समय में इसे आधुनिक पहचान मिली है। तथा यह शब्द भारत में एक आधुनिक नाम के रूप में जाना जाता है। इस नाम की आधुनिकता की एक वजह है अरिहंत सामान्य ज्ञान की पुस्तकें जो कि अपनी सटीक जानकारी के चलते युवाओं में बहुत प्रसिद्ध हैं।
Arihant Meaning in Romanized Hindi
Arihant shabd Hindu dharm ka anusaran karne wale logon dwara rakha jaane wale purush naam ke taur par prasiddh hai. Arihant use kaha jata hai jo shatru ka vinash karne ki kshamata rakhta ho. Vah jiske samne uske dushman natmastak ho jaen, arihant naam se jana jata hai. Isi arth ke anuroop Bharatiya nausena dwara “I.N.S. Arihant” naam ki pandubbi ka nirman kiya gaya tha, yah nirman bhi ek karan hai ki arihant shabd aam logon mein jana jaane laga hai.
Iske atirikt Jain dharm ke 24 tirthankaro ko arihant naam se bhi jana jata hain jisse is shabd ki prachinata ka pata chalta hai. Is naam ki visheshta hai ki yah jitna prachin hai, utna hi adhunik samay mein ise adhunik pahchan mili hai. Tatha yah shabd Bharat mein ek adhunik naam ke roop mein jana jata hai. Is naam ki adhunikta ki ek vajah hai arihant samanya gyan ki pustaken jo ki apni sateek jankari ke chalte yuvao mein bahut prasiddh hain.