Atak meaning in hindi
किसी भी प्रकार की रुकावट जो कोई कार्य पूर्ण होने में बाधा उत्पन्न करे को उर्दू में अटक कहा जाता है। अटक का हिन्दी में अर्थ होता है विघ्न। आमतौर पर इस शब्द का प्रयोग हिन्दी क्षेत्रों में भी देखने को मिलता है। किसी काम का बाधा के चलते रूक जाना अटक जाना कहलाता है। अटक से ही अटकना शब्द बनता है। चलते-चलते किसी वस्तु का अचानक एक जगह पर स्थिर हो जाने को अटक शब्द से संबोधित किया जाता है। सरल शब्दों में कहा जाए तो किसी गतिमान वस्तु का अचानक से रुक जाना अटकना कहलाता है तथा अटकना अटक शब्द का क्रियात्मक रूप है।
उदाहरण: 1). तुम्हारा यह कार्य चलता-चलता अटक कैसे गया।
2). यह पतंग पेड़ के तने पर अटका हुआ है।
Atak Meaning in Romanized Hindi
Kisi bhi prakar ki rukaavat jo koi kaary poorn hone mein badha utpann kare ko Urdu mein “Atak” kaha jata hai. Atak ka Hindi mein arth hota hai vighn. Aam taur par is shabd ka prayog Hindi kshetron mein bhi dekhne ko milta hai. Kisi kaam ka badha ke chalte ruk jaana atak jaana kaha jata hai. Atak se hi atakna shabd banta hai. Chalte-chalte kisi vastu ka achanak ek jagah par sthir ho jaane ko atak shabd se sambodhit kiya jaata hai. Saral shabdon mein kaha jaaye to kisi gatiman vastu ka achanak se ruk jaana atakna kaha jaata hai aur atakna atak shabd ka kriyaatmak roop hai.
Udaharan:
- Tumhara yeh kaam chalta-chalte atak kaise gaya.
- Yeh patang ped ke tane par ataka hua hai.